Advertise

 
 
 
 
Showing posts with label Hindi Shayari. Show all posts
Showing posts with label Hindi Shayari. Show all posts
Saturday, December 3, 2011

Hindi Sms Shayari – Best Hindi Shayari

0 comments
एक लडकी थी दिवानी सी, सुन्दर सी लम्बी सी,
नज़रे झुकाके शरमाके गलियो से गुज़रा करती थी
लटक मटक चलती थी, और कहा करती थी,
बरतन ले लो बरतन....

वो हमारी गली मे आये...
वो हमारी गली मे आये...
वो हमारी गली मे आये...
और चिल्लाके बोले....
पेपर रद्दी वाला !!!!!
Read more...
Tuesday, November 29, 2011

shayaris in hindi:kro tu kis k lye akhir malal uska

0 comments
kro tu kis k lye akhir malal uska.
usy nahi tu mujhe bhi nahi khyal uska,
meri wafa ne banaya he bewafa usko,
kisi ada par nahi hai kamal uska,
mere naseeb ki yeh bhi tu khush naseebi hai,
k mujhe ko dekh kar sub pochty hain haal uska,
yehi dua me karo har baras k pehle din,
mere bagher ne guzry koi b saal uska,
mere urooj ko us k naseeb me likh dy,
khuda-e-paak mujhe sounp dy zawaal uska
Read more...

hindi shayaris:Pyaar karte ho to chhupate kyon ho

0 comments
Apne haathon se yun chehre ko chupate kyon ho
Mujhse sharmaate ho to saamaney aate kyon ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo iqaraar-e-wafaa
Pyaar karte ho to phir pyaar chhupate kyon ho

Ashk aankhon main meri dekh ke rote kyon ho
Dil bhar aataa hai to phir dil ko dukhaate kyon ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kehte kyon ho
Milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho
Read more...

hindi shayri:Saawan mein tanha bhego gay

0 comments
Jab saawan mein tanha bhego gay
Jab aangan khaali paao gay
Jab saahil se takraati lehron mein
Apni tanhaai mein kho jaao gay
Jab raat ke tanha daaman mein
Tum chaand ko aadha paao gay
Jab khud se baatein kartey kartey
Tum door kahin kho jaao gay
Jab dil ki baat chupaane ko
Hum se nazar tum churaao gay
“Main tum se mohabbat karta hoon”
Harr baar yeh sun_na chaaho gay
Inn sab lamhon mein jaan lena ke
“tum, tum nahi “HUM” ban jaao gay
Read more...

hindi shayari hindi:kabhi yun ho to

0 comments
kabhi yun ho to kabhi yun hi to ho,
dariya ka sahil ho, pury chand ki raat ho.
our tum aao,
dosto ki mehfil ho, our koi tumhari baat ho,
our tum aao,
suni har mehfil ho, koi na mery saath ho,
our tum aao,
kabhi yun ho to kabhi yun hi to ho,
ye badal aisa tut kar barse mery dil ki tarha
tumhara dil bhi tarse tum niklo ghar se
kabhi yun hi to ho
Read more...

hindi shayari:Khamosh muhabbat ka ehsaas hai wo

0 comments
Khamosh muhabbat ka ehsaas hai wo,
mere khwahish mere jajbat hai wo,
aksar ye khyal kyu aata hai dil mai,
meri pahli khoj or aakhiri talash hai wo.

Hum Muhabat Ki Numaish Nai Kartay,,
Hum Lafzon Ki Pemaish Nai Kartay,,
jisay Chahatay hen Toot K Chahatay Hen,,
Badlay Men Chahay janay Ki Khawaish Nai Kartay
Read more...

shayari hindi:Ye safar dosti ka

0 comments
ye safar dosti ka kabhi khatam na hoga.
doston se pyar kabhi kum na hoga,
door reh kar b agar ate rahe SMS ap k,
humain kabhi bicharne ka gham na hoga

Milne ki khushi hai ya bichadne ka gum,
Ankhon mein aansu hai ya udas hai ham,
Kaise kahain k kaisey hain ham,
Bas itna samaj lena k tum bin bohat akele hai ham
Read more...

hindi shayari in hindi:chahaton ne kiya mujh pe aisa asar

0 comments
chahaton ne kiya mujh pe aisa asar,
jahan dekhon mein dhekon tujhe humsafar.
meri khamoshiyan bhi zabaan ban gaein,
meri becheniyan daastaan ban gaein.

Wo to is soch me sahil pe khara doob gia,
Kitna gehra tere darya ka kinara ho ga,

Wo mera ho k bhi mehroom raha mujhse Saqib,
Kia koi meri tarah jeet k hara ho ga…
Read more...

shayari in hindi:Bas Eik Pal

0 comments
Bas Eik Pal”
Ek pal aesa de do jis mei zindagi ki hr khushi ho.

Ek pal aesa de do jis mae tumhara sara khulus ho.

Ek pal aesa de do jis may tumhara hr dukh mujhe mil jae.

Ek pal aesa de do jis me sari zindagi tumhari PIYAR pr kurban kr doon.
“BAS EK PAL”
Read more...
Sunday, November 27, 2011

Free Hindi Shayari Sms – Best Hindi Shayari

0 comments
Jo rounga to palko pe nami reh jayegi
zindagi bas naam ki zindagi reh jayegi
ye nahi ki tum bin jee na paunga
haa magar zindgi mein ek kami reh jayegi

Labjo ne chhod diya hai
bayan karna hal-e-dil ka fasana
itne dhokhe khaye hai pyar mein
ki dil ne bhi chhod diya hai
dil mein kisi ko bsana
Read more...

Hindi Love Shayari – Love Shayari Sms

0 comments
Khushi mili ya gam humne kabhi chhupaye nahi
Unke gam me zindagi bhar hum kabhi muskuraye nahi
kaash wo sun paate gam bhari daastaan meri
Hum rok na sake aur wo laut kar kabhi aaye nahi

Dhool ko pairo ki parwaah na rahi
Saanse bhi jism ki sadaa na rahi
Mana ki dhadktaa hai dil unki yaad se
Par us dil me humaare liye wafaa na rahi
Read more...

Funny Sher Shayari – Funny Sher Shayari Sms

0 comments
Kaise Bhula Du Mai Wo Chahaton Ka Mausam,
Jab Meri Aahon Se Sulagti Thi Sansein Teri.
Ye Aur Baat Hai Ki Tu Ho Chuki Hai Gair,
Par Ab Bhi Teri Yaadon Se Roshan Hai Raatein Meri…

Usne Mujhe Apni Bewafai Ka Sabut De Diya,
Mujhe Meri Khushiyo Ki Judai Ka Sabut De Diya,
Usne Dikha Diya ’Kumar’ Ishq-E-Wafa Ka Anjaam Kya Hota Hai,
Mujhe Duniya Ki Bheed Me Meri Tanhai Ka Sabut De Diya…
Read more...

Hindi Sms Shayari – Best Hindi Shayari

0 comments
एक लडकी थी दिवानी सी, सुन्दर सी लम्बी सी,
नज़रे झुकाके शरमाके गलियो से गुज़रा करती थी
लटक मटक चलती थी, और कहा करती थी,
बरतन ले लो बरतन....

वो हमारी गली मे आये...
वो हमारी गली मे आये...
वो हमारी गली मे आये...
और चिल्लाके बोले....
पेपर रद्दी वाला !!!!!
Read more...
Saturday, November 26, 2011

Friend sms in hindi shayari for friendship sms

0 comments
Yun mili jo nigaahe
dosti ittefaq hogayi
Raah mein chalte chalte tumse mulaaqat hogayi
Jab se basaaya hai tumhe nigaaho mein
Pata na chala kab din kab raat hogayi

Iss zamane se bohat
alag ho aap
Vo khush kismat hai jiske paas ho aap
Hamare liye vo waqt hi haseen hai
Jab hamein yaad karke dil se muskura lete ho aap

Kabhi kisi baat ko
dil se na lagaana
agar koi gham ho toh hamein zaroor bataana
tumhare liye hamare paas waqt hi waqt hai
jab dil bhar aaye toh chale aana
Read more...
Thursday, November 24, 2011

Batao yaroo : Urdu Sher, Urdu Shayari, Funny Urdu Shayari

0 comments
``dard ka rista kaise banaye yaroo
apna dard kisi aur ko Q dekhaye yaroo``

``kuch keh ke bhi nahi bataya kabhi
aus baat ko kaise kahein bataoo yaroo``

``zakham apna payara hai mujhe logo
Q marham hum lagayein bataoo yaroo``

``jis ka muntazir thha woh na aaya kabhi
aus ka deed kaise kare batoo yaroo``

``jin ke intizar mein pathra gayi ankhein meri
kaise ashkh in ankhoo mein aaye batoo yaroo``

``khush hai woh hum se bicheD ke zamane mein
ek IMTIAZ he saad Q nahi tanha bataoo yaroo``
Read more...

PHir Kisi Yaad Ne: Urdu Shayari, Pasandide Sher,shayari hindi,shayari urdu

0 comments
phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko
Kiya saza di hay mohabat nay khudaya mujh ko


Din ko aaram hay na rat ko hay chain kabhi
Janay kis khaak say qudrat nay banaya mujh ko


Dukh to yeh hay keh zamanay main milay ghair sabhi
Jo mila hay woh mila ban kay paraya mujh ko


Jab koi bhi na raha kandha meray ronay ko
Ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko


Uoon to umeed-e-wafa tum say nahein hay koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko


Bewafa zindagi nay jab chorh diya hay tanha
Maot nay piyar say pehloo main bithaya mujh ko


Woh diya hoon jo mohabat nay jalaya tha kabhi
Gham ki andhi nay sar-e-sham bujhaya mujh ko


kaisay bhoolon ga wohi wasl kay lamhay
Yad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko
Read more...

Yaad na kar: poems site,sms hindi,hindi sms,

0 comments
yaad na kar tu woh haseen pal zindagi key,tujhko aur bhi woh rulatey hain

lakh chahey tu rok le ashqoon ko ,phir bhi yunhi nikal aatey hain

sachi mohabbat karne valoon ka hota hai yahi hal har baar

kashti mein sawaar sab hote hai bas wohi akele kinaroon pe teher jate hain
Read more...

shayari for friendship,sms love hindi

0 comments
Q kisi se itna pyar ho jata h,bina uske jina duswar ho jata h.hoti to h saath duniya apni saari, par hamere liye vahi hamara sansar ho jata h.
Read more...

sms hindi,hindi sms,shayari hindi,shayari urdu

0 comments
jab barish ki ek bund humare dil par giri
toh hamare dil mein ek becheni se uthi
woh bechani huee
mano jase
kisi apne ne hamare dil par dastak de he
aur hume pegam diya he
ki tum hume kyun yaad karte ho
hum toh hamesha tumhare
dil mein he rahte hein
bas hume mehsus karo
or tumhe asa lagega ki
hum tumhare samne he khade hein
Read more...
Monday, June 14, 2010

Meri kabar pe aake tum : Hindi Shayari,Hindi Gazals,Dard Sayari

0 comments
Meri kabar pe aake tum awaaz nahi karna
Dard ki nayii daastan ka aagaaz nahi karna...

Apni bebassi ko khud hii byaan karega ye
Chehre ko kisi aaine ka mohthaaz nahi karna...


Raaz Jo khud se hii na chhipaa paao tum
Aise raaz mein kisi ko hamraaz nahi karna...

Namumkin hai haqikat ke aasman mein urnaa
Khaabon ke sahare isme parwaaz nahi karna...


Zakham phir zakham hai.N I roz bhar jaynge
Husan wallon ko inke charasaaz nahi karna...

Khaakh se bane ho khaakh mein mil jaaoge
Kabhi bhoole se bhi khud pe naaz nahi karna...
Read more...
 
Desi Indian Online © 2011 A2ZGovjobs.in | Tenderslive.com | Sms | Freetenders.co.in | MobileXxtream.in | My Celebrity | Birthday Wishes

SMS, Nice SMS, Free SMS, Friendship SMS, Send Free SMS, Funny SMS Jokes, Free SMS Site, Flirt SMS, SMS Jokes, Love SMS, Sweet Love SMS, Romantic SMS