Advertise

 
 
 
 
Showing posts with label Hindi. Show all posts
Showing posts with label Hindi. Show all posts
Thursday, November 24, 2011

Zindagi : Urdu Shayari, Urdu Sher-o-Shayari, Riyaz-e-mohabbat, Riyaz-e-Zabani

0 comments
zindagi के हर वोह हसीन
पल बीत जातें हें .....
मगर रह जाती हें तो sirf यादें
zindagi बीत जाती हे उन
यादों को याद karke
lekin दुःख भी ghir जाते हें ...
ये सोचकर की
वोह zindagi के पल phir
दुबारा वापस नहीं आएंगे .....
Read more...

hindi sms,shayari hindi,shayari urdu

0 comments
Tum mujhe chahoge ek din dekhna
Haan chale aaoge ek din dekhna
Yu karo mat mere jazbon se mazak
Warna pachtaoge ek din dekhna
Soch lo ye berukhi acchi nahi hai
Khud ko tarpaoge ek din dekhna
Mere chehre ki jhalak ke liye
Tum taras jaoge ek din dekhna
Read more...

shayari urdu,hindi shayaris,funny shayari

0 comments
mujhe hai ek gila tumse
shikayat bhi hai shikwah bhi
mujhe kyu yaad aate ho
kyu mujh ko yu satate ho
mujhe kyu tum tarsate ho
tarsake kyu rulate ho
ye duri kyu majburi kyu
zindagi yu adhoori kyu
kyu mujh ko bhool jaate ho
rulake muskurate ho
ye kaisi teri chahat hai
ye akhir kaisi muhabbat hai
jijhak kyu hai hichak kyu hai
sisak kyu hai kasak kyu hai
mujhe tumse shikayat hai
yehi meri shikayat hai
Read more...

hindi sms,shayari hindi,shayari urdu

0 comments
Kya keh gayi kisi ki nazer kuch na poonchie
Kya kuch hua hai dil pe aser kuch na poonchie.

Wo dekhna kisika kanakhion se baar baar
Wo baar baar uska aser kuch na poonchie.

Ro ro ke kis tareh se kati raat kya kahen
Mer mer ke jee hai saher kuch na poonchie

Akser khyaale husna main pauche hai mer ke hum
Kyon ker hua hai taye ye safer kuch na poonchie.
Read more...

Allama Iqbal Shayari,shayari for friendship,sms love hindi

0 comments
Allama Iqbal Apne waqt ke bahut bade aur sofi munsh Shayar Guzre hain:

Pesh Hain Unke Kuch Chooninda Ashar.

1) Seetaron se age jahan aur bhi hain, Abhi Ishq ke imtihan aur bhi hain
Tahee zeendagi se nahin ye fazayan, yahan saikaron karawan aur bhi hain


2) Tun Shaheen Hain Basera Kar Pahadon Ki Chatanon main.
Nahi Tera Nasheman Kasre Sultani Ke gumbad par.

3) Amal se Zindagi Bantee hai, Jannat bhee jahanum bhee
Yeh khaki apnee fitrat mein na noori hai na naari hai
Read more...

Urdu Shayari, Urdu Nazm - NAWA E INSAANIYAT

0 comments
Kabhi is majlis e aqwaam par aayega woh din bhi!

Kahegaa Ibn e Aadam uth ke "Sun lo! Main bass insaan hoon!

Mera koi naheen mazhab mera bass deen hai sulh e kul!

Na Eisaai hoon main naa hoon Yahudi nae Musalmaan hoon!

Merey jeeney ka maqsad hai faqat behbood e insaani!

Main is duniya mein nafrat ka naheen raahat ka saamaan hoon!

Mere haathon se hogi bass hifaazat haq e insaan ki!

Suno ahl e mazaahib! Main naqeeb e bazm e insaan hoon!"
Read more...
Thursday, June 3, 2010

Santa Banta SMS

0 comments
Santa: Tere result da ki banya?
Pappu: Miss kendi aey es class wich ik saal hor laggay ga?
Santa: Saal pavain 2,3 lag jawan par fail na hovin mera puttar.

Santa: yaar muje kuch nahi aata tha so paper khali chod aaya
Banta: Main bhi!
Santa: Shit yaar, teacher samjhe gi hum ne cheating ki hay.

Jeeto: U know, husband & wife aren't allowed to be together in heaven!
Santa: Yes, I do.That's why it's called heaven!

Titanic was sinking.
An englishman asked Santa, "How far is land"?
Santa: 2 KMs.
Englishman jumped into sea.
and ask which direction?
Santa: Down!

2 days of powercut in Delhi made life stuck. Worst affected was Metro station where families of Santa & Banta were struck for 48 hrs on escalators

How did santa tried to kill a bird??

He took it to the top of a building and dropped it from there to die.

Santa: I hd swallowed a kay.
Doctor: Wn?
Santa: 3 months back
Doctor: what doin till now?
Santa: I was using duplicate key, now I have lost it too.

Petrol ke rate badhne par Santa bola: "Menu koi farak nahin penda. Pehle bhi 100 ka bharwata tha ab bhi 100 ka bharwata hoon."

Santa was drawing money from ATM. Banta, who was just behind him in the line said: I've seen ur password. Itâs ****. Santa: U r wrong. Itâs 1394

Santa: Mein tere 64 dat tod dene hai.
Ik hor aadmi ne keha oye 64 nahi 32 Dat hote ne.
Santa: Menu pata si tu vi bolega is layi tere vi gin laye ne.

Santa falls in love with a nurse... After much thinking, he finally writes a love letter to her: "I luv u sister."
Read more...
 
Desi Indian Online © 2011 A2ZGovjobs.in | Tenderslive.com | Sms | Freetenders.co.in | MobileXxtream.in | My Celebrity | Birthday Wishes

SMS, Nice SMS, Free SMS, Friendship SMS, Send Free SMS, Funny SMS Jokes, Free SMS Site, Flirt SMS, SMS Jokes, Love SMS, Sweet Love SMS, Romantic SMS