sab jaante hain ki chaand main daag hai
fir bhi log chand se payar karte hain
jab yaad aati hai apne mehboob ki unhe
tau chand main usi ka didar karte hain
LEKIN
ek b dag nzar aajaye mehbub ke daman me
tau fir kaha ye aashiq teharte hain
hamesha palko pe bithaane waale achanak
nazare churaa ker nikalte hain
payar main wishwas chahiye
bas ik sachi aas chahiye
jaisa bhi hai bas hamara hai
bas itna ehsaas chahiye
galat sahi ko waqt pe chhodo
bas man mai wishwas chahiye.
Friday, June 4, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)