Pages

Thursday, November 24, 2011

Yeh lamhe tum bin na gujare jaye: shayari for friendship,sms love hindi

Yeh lamhe tum bin na gujare jaye
Tum saath ho warna hum kidhar jaye

Waqt ki ret par yaado ke nishan hai
yeh loatti lehere kahi na mitta jaye

Anjaan shakl lekar yu jo dhakil hue
kahi tasvir bankar na simat jaye

Yu to bahoot milenge safar mein magar
tum sa koi ho yeh mumkin to nahi

yah lamha, yeh safar adhura sa hai
Aankho mein ashko ko hawa na de jaye

thamlo is lamhe mein mujhe..ki..
saath tumhare har lamha jina chate hai

Yeh lamhe tum bin na gujare jaye
Tum saath ho warna hum kidhar jaye

No comments:

Post a Comment