Mat karo wo wada jise tum nibha na sako
Mat chaho use jise tum paa na sako
Pyar kisi ka kahan pura hota hai
Pyar ka pahela akshar hi adhura hota hi
Tamanna nahi ab kisi se dil lagane ki
Himmat nahi ab kisi ko dil ka haal sunane ki
Kya kahu unhe jo dil lagate hai
Milti hai kya saja is jahan me dil lagane ki
Sunday, November 27, 2011
Subscribe to:
Post Comments (Atom)