Akhar ye kaya balah hai
Roz marta hai roz jeeta hai
Roz ik nai kahani likhta hai
Khud he khud ko marta hai
Khud he khud ph rota hai
Akhar Insan kaya hai ?
Ho agar acha farishto se barh kar
Ho agar borah hiwano se batar
Khaun kare zor jan ke sode
Akhar ye kab tak hoge mazhab ke naam par dokhay
Akhar insan kaya hai ?
Khaun kisi ke marne pe karta hai khushi
Khaun kisi ke marne pe rota nahi hai
Jana hai tum ko lot kar jaha
Wo tum se phley .wohe geya hai
Akhar insan kaya hai
Khaun hai tum se naraaz qudrat
Socha hai kabhi tum ne.
Roz ik nai afat roz ik nai qayamat
Akhar.ye sara majarah kaya hai
Tu he khud se door kharh hai
Akhar insan kaya hai ?
Akhar tere ouqat kaya hai
Paani mati hava ka bana hai
Aap sab ye mera ik sawal hai khhar insan kaya hai ?????
Tuesday, May 25, 2010
Subscribe to:
Post Comments (Atom)